Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Thursday, 3 May 2012 0 comments

Kabhi jaam peetay

Kabhi jaam peetay


0 comments

Kabhi tumney yeh bhi socha

Kabhi tumney yeh bhi socha


0 comments

Aghaz Naey Saal Per ............. Urdu Ghazal


0 comments

Dost: Bhabi Ka Kia Naam Hai?


Dost: Bhabi Ka Kia Naam Hai?

Sardar: Google..... 

Dost: Kueen ?

Sardar: Sawaal Aik Karo,
Jawab 10 Miltay Hain..!!!
0 comments

Larkion Ke 6 Batain Kabhi Samajh Nahi Aaten....


Larkion Ke 6 Batain Kabhi Samajh Nahi Aaten....
  
1- TUm Na Bahoot Woh Ho. (Pata Nahi Woh Se Kia
Murad, Banda Soch May Par Jaat Hai)
2- Mujhe TUm Se Ye Umeed Nahi Thi. ( To Usay
Kia Umeed Thi)....
  
3- TUm Pehle Jaise Nahi Rahe. ( To Phir Main Pehle
Kesa Tha)
4- Sach Batana, Mai Kaisi Lag Rahi Hoon. (Scuh
Kia Boloon Setting THori Khtam Karani Hai)..

5- I M Very Selfish Na. (Ab Haan Bol Do To Gai
Bhens Pani Main)
6- Tum Mujhse Kitna Pyar Karte Ho ( Aab Kia Bataon)..!!! 
 
 


Thursday, 19 April 2012 0 comments

Garmi ka ek faida hai..Socho kya?


Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai

Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai
Monday, 16 April 2012 0 comments

ishq ko bohat badnaam likha

ishq ko bohat badnaam likha
waqt ko hum ne gulam likha

ret par tera naam likh kar
apni mohabbat ka anjam likha

naino mein ek deep jala kar
is ko chiraag be naam likha

is nazam ko maine apni
anwah gam ki shaam likha

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;