Agar koi Aap ko Acha Lagta Hai. To Acha Wo Nahi Ache Aap Ho. Q k Aap Us Main Achaai Talash karte Ho. Khubsurat Hona Ehm Nahi. Ehm Hona khubsurati Hai. Khubsurat Insan Se Piyyar Nahi Hota. Bal-ke Jis Se Piyyar Ho Jaye. Wo khubsurat Lagne Lagta Hai. Rishte khoon k Nahi Hote. Rishte Ehsaas k Hote Hain. Agar Ehsaas Ho To Ajnabi B Apne. Aur Agar Ehsas Na Ho To Apne B Ajnabi Hote Hen....:)
- Follow Us on Twitter!
- "Join Us on Facebook!
- RSS
Contact