Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Wednesday, 16 January 2013 0 comments

Aap humko jitna yaad karte ho,

Aap humko jitna yaad karte ho,
Utna hum aap ko yaad karte hai.
Fark sirf itna hai ki tum sms pad ke hume yaad karte ho,
Hum aap ko yaad karke sms karte hai.
0 comments

Kar jaa kuchh aisi yaari main............

Kar jaa kuchh aisi yaari main............
Ki thanks aur sorry words beimaan lage.........
Nibha aisi yaari ki yaaro ko..................
Tumhe chhodana muskil aur duniya chhodana aasan lage......... 
0 comments

Koi khat nahi. Koi khabar nahi.


Koi khat nahi. Koi khabar nahi. 
Apko sayad rishte ki kadar nahi. 

Hum to ap ko yad karte hai har sans ke sath. 

Sayad ap ko hamari sanso ki koi fikar nahi. G.N

0 comments

Dekho to khwab Pado to kitab


"Dekho to Khwab
  hai Jindgi"
"Padho to Kitab
  hai Jindgi"
"Suno to Gyan
  hai Jindgi"
"Par hame lagta
  hai ki"
"Haste raho"to
  AASAN hai
  Jindgi..!"
0 comments

Tumko Har Pal JEENA MUSKURAKAR.


"Dekho to Khwab
Kabhi Ruthkar
 Kabhi Manakar
   Kabhi Haskar
     Kabhi Hasakar
       Kabhi Rokar
         Kabhi RulaKar
Humari DOSTI Sikhayegi 
Tumko Har Pal JEENA MUSKURAKAR.
Wednesday, 9 January 2013 0 comments

Mujhe Nahi Zarurat Kisi Daulat Ki Ab

Mujhe Nahi Zarurat Kisi Daulat Ki Ab
Main Ishq Ki Daulat Se Malamal Hu
0 comments

Jaate-Jaate Ek Muktak Aap Tak Pahuchana Chahta Hu

Jaate-Jaate Ek Muktak Aap Tak Pahuchana Chahta Hu

Ki Koi Deewana Ban Baitha Hai Teri Chahat Me
Koi Parwana Ban Baitha Hai Teri Khilafat Me
Sara Zamana Karta Hai Ibadat Teri Mohabbat Me
Koi Pagal To Koi Shayar Ban Baitha Hai Teri Siyasat Me

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;