Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Tuesday, 5 November 2013 0 comments

Love Your Parents

Love your parents
and treat them
with loving care...
For you will
only know
their value
when you see
their empty chair...
0 comments

You Have Seen Me Laugh

You have seen me laugh
You have seen me cry
And always you were there with me
I may not have always said it
But
thanks and I love you
Happy Fathers Day

0 comments

Dua Kero Ke

Dua karo ke ma us ke liye dua ho jaon 
 
Wo aik shakhs jo dil ko dua sa lagta hai...!
0 comments

Mujh Ko Qurbaan Hona

Mujhko qurbaan hona ata hai,
 
tum muhabat se jaan maango to ;)
0 comments

Dasht E Wafa Me Na Chala

 Koi Es Dasht-E-Wafa Me Na Chala Mere Baad.
Zarray Zarray Pe Mera Naqsh Raha Mere Baad.
 
Phir Na Paband-E-Wafa Ho Ga Koi Mujh Jaisa.
Rakhe Reh Jaen Gy Adaab-E-Wafa Mere Baad.
 
Main Ne Tu Zehr Bhary Jaam Muhabat Me Piye.
Dekhiye! Kis Ko Sharf Ho Ye Ataa Mere Baad.
 
Jeety Jee Qadr Bashar Ki Nahi Hoti Pyaary,
Yad Aye Gi Tujhe Meri Wafa Mere Baad.
 
Rah Sunsaan, Makaan Khasta, Makeen Afsurda.
Kitna Weeraan Hua Shehr-E-Wafa Mere Baad.
 
Rahe Gi shamma-E-Wafa Ta'ba Qayamat Roshan.
Bujh Na Paaye Gi Kabi Es Ki Ziya Mere Baad.
 
Main Hi Ek Waaqif-E Adaab-E-Muhabat Hun Z+.
Mil K Dhoonden Gy Mujhe Ehl-E-Wafa Mere Baad.
0 comments

Shadi Se Pehle Dulhan Ka Baap

Shadi se pehle dulhan ka baap dulhe ko kya deta hai ?
Jo shadi k baad wapas leta hai…….?
I am waiting for answer if u r genious….
Baap apna naam wapis laita hai bcoz wife husband k name apnay saath use karti hai.
0 comments

Aik Gali Mein

Aik Gali mein...... 
bachay khel rahay thai uss gali mein se aik ........ 
aurat guzri Uss ......... 
aurat ne hath mein ......... 
pakri thi un ........
 bachon ne uss ....... 
Aurat ki ...... 
gira di.
in 7 khali jaga main ek hi word aye ga,
Reply must
If u r genius...
============
CHeni

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;