Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Wednesday, 4 December 2013 0 comments

Girl Friend Ne Boy Friend Ko

Girl Friend Ne Boy Friend Ko Letter Likha
Mujhe Naya Larka Mil Gaya Hai,
Meri Photo Mujhe Wapas Do
Usko Dikhana Hai,
Wo Tumse Bahut Acha Hai Main Us se Shadi Karungi…
Boy Friend Ne Apne Sab Friends Ki Girl Friends Ki Photos Collect Ki,
Or Unke Bech Mein Apni Girl Friend Ki Photo Rakh K Letter Likha,
Is Mein Se Apni Photo Nikal Le,
Mujhe Teri Shaqal Yaad Nahi Hai…
0 comments

Difference Of Nature

Difference of Nature :
 
Two girlz wearing same T-Shirt
 
Response: Kamin i, COPIED MY STYLE
 
2 boyz wearing same T-Shirt,
 
Response: Oye tu to Mera Bhai hai
.
.
MORAL: boy hote he cool nature ke :P
0 comments

Larka Aur Larki Picnic Per Gye

Larka Aur Larki Picnic Pe Gaye
 
Waha Larky Ko Chot Lag Gayi 
 
Aur Khoon Behne Laga
 
Wo Larki Ki Taraf Dekhne Laga Ke Abhi 
 
Wo Apna Dupatta phaad Kar BandheGi,
.
.
.
.
Larki Larke Ki Nazron Ka Matlab Samajhte
 
Huwe Boli:
.
.
.
Beta Sochna Bhi Mat 4500 Ka Suit Hai
0 comments

Ye December Ke Yaad

Nahi mumkin k tum ko yaad na aaye ye bheegi sham
 
Tumhe barso rulaaye ga
 
humaray baad December
 
Nahi maloom kya tum ko
 
k jab tum muskuraati ho
 
Toj jaana muskura deta hai
 
ye nashaad December
0 comments

Duniya Behtreen Jagah

Agar duniya behtreen jagah hote to
 
yahan koi rota howa paida na hota
 
Hazart Ali (A.S)

0 comments

Fire Ko Aag Kehte Hai

FIRE ko AAG kehte he
 
COBRA ko NAAG kehte he
 
GARDEN ko BAAG kehte hai
 
 
Aur EXAMS k waqt jo kaam na kare
.
.
.
.
.
 
Use DIMAG kahte Hai.
0 comments

Tere Yaad Ne

kardiya bedaar teri yaad ne warna...!
 
aaj tou der tak sone ka irada tha

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;