Tera Chullu Tha K Tha Koi Tamancha Abbas,
Aj Tk Nehar Ka Rukhsar Hai Neela Abbas.
Lakh Karta Raha Darya Tera Picha Abbas,
Tu Ne Thukra K Palat Kar BiNa Dekha Abbas. Hain Tere Naam K Duniya Mein Hazaro Bache,
To Bi Zinda Hai Tera Naam Bi Zinda Abbas.
Likh K Rakha Tha Jahan Lafze Wafa Raat Gae,
SubhKo Uth K Jo Dekha To Likha Tha Abbas.
Raakh Pani Ki Jagah Ati Nazar Darya Mei,
Karti Zainab Jo Na Thanda Tera ...
0 comments:
Post a Comment