(Best Gazal)
Maine Zardari ko Salam likh bheja
Mulk ka Haal tmam likh bheja
Maine pocha tum Saddar kese bney?
Us ne Zoja ka Qatl-e-aam likh bheja
Maine pocha Shehbaz, Nawaz ko Na-Ehal kyun kiya
Us ne koi purana Inteqam likh bheja
Maine pocha k Hukumat kb choro gy
Us ne Qayamt ki Sham likh bheja
Maine pocha is dafa Zakaat kis ko dun ,,
Kameeny ne apna hi NAAM likh bheja.


0 comments:
Post a Comment