Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Tuesday, 28 February 2012

Jab kabhi dekhta hoon


Jab kabhi dekhta hoon
Us ka udaas chehra
Weeran aankhain
Aur khushk hont...
Tu ahsaas ye hota hay
Kitni dhuki hay wo
Qismat nay kis mor par
La khra kia hay usko
Ji chahta hay
Uskay saaray dukh
Samait loon apnay daman main
Laiken phir ye soch kar
Khud bhi udaas ho jata hoon
Keh.....
Shaayed mujhay
Ye haq hasil nahi........! 

0 comments:

Post a Comment

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;