Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Tuesday, 6 November 2012

Mehak Me Sary Haroof Dho Kr,


Mehak Me Sary Haroof Dho Kr,
Qalam Ko Mushk o Ambar Me Dabo Kr,
SANA-E-RAB-E-
JALEEL Likhoon,
Taveel Tr Se Taveel Likhoon,
KAREEM Likhoon
RAHEEM Likhoon,
USI Ko USI Ki Daleel Likhoon,
Kahan Nhi Tha Kahan Nhi Hai?
Mjy Bta WO Jahan Nhi Hai?
Azal Se Hai,
Ta'Abd Rhy Ga,
Wo AAP Apni SANAD Rhy Ga,
WOHI To Hai
LA'SHARIK-O-
YAKTA,
WO Sb Ka KHALIQ
WO Sb Ka AAQA,
RAHEEM-O-
REHMAN Siffaat Uski,
Brri Mukrram Hai Zaat Uski!
Assalam o Alaikum
Good morning

0 comments:

Post a Comment

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;