Wife to Husband:
Aap aaj khana paka rahe hain ya nahi?
Husband:
Nahi
na khana pakaon ga na kapre dhoun ga na safai karon ga.
Wife:
Ok main MQM office main Phone ker ke bol deti hun,
ke main jalsay main nahi aa rahi wo waja pochain ge to bata don gi
Husband:
Aray nahi begum main to mazaq kar raha tha tum jao


0 comments:
Post a Comment