Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Showing posts with label Barish Poetry. Show all posts
Showing posts with label Barish Poetry. Show all posts
Monday, 9 December 2013 0 comments

Kal Raat Barasti Rehi

Kal Raat Barasti Rehi Sawan Ki Ghata Bi
Aur Ham Bi Teri Yad Main Dil Khol Ke Roye 
0 comments

Love Of Sky For Earth

Rain is not only drops of water.
It is the LOVE of sky 4 earth.
They never meet each other
But send LOVE this way.
Enjoy the LOVE of nature.
HAPPY Rainy Day!
0 comments

Happy MoonSoon Barish

Baarishain ho to jati hain mere shaher main Faraz
 
 
Kabhi badalon se to kabi Aankhon se,
 
 
Happy MoonSoon Baris
0 comments

Phir Ruk Gai Wo Barish Bi

Barish ki tez bondon ny jb dastak di darwazy pr,
 
Mehsoos hua tum aay ho andaz tumhary jesa tha.
 
Hawa k halky jhonky ki jb aahat hui khirki pr,
 
Mehsoha.
 
Phir ruk gai wo barish bi,
 
Rahi na baqi aahat bi,
 
Main samjha mujhy tum chor gy andaz tumhary jesa tha.
0 comments

Ab To Barishon Mein Bhi Us Ko Meri Yad Nahin Ati

Ab to barishon mein bhi us ko meri yad nahin ati

Woh jo badal ke garajney se lipat jata tha mujhse..
0 comments

Barish Ki Tarah Boondo Nay

Barish ki tarah boondo nay jab dastak dee darwaze par.
Mehsoos hua tum aaye ho, andaz tumhare jesa tha..
Hawa k halkay jhonkay nay jab aahat ki khirki par.
Mehsoos hua tum chaltay ho,
Andaz tumhare jesa tha..
Main nay boondo ko apne hath par tapkaya to.
Ek sard sa ehsas hua,
Lams tumhare jesa tha..
Main tanha chala jab barish me, Ek jhonke nay sath diya.
Main samjha tum sath ho meray,
Ehsas tumhary jesa tha..
Phir ruk gayi wo barish bi
rahi na baki aahat bi.
Main samjha muje tum chor gaye,
ANDAZ tumhare jesa tha.
0 comments

Barish Hui To Phulon K Tan

barish hui to phulon k tan chak ho gaye
mausam k hath bhig k saffak ho gaye
 
badal ko kya khabar k barish ki chah main
kitne buland-o-bala shajar khak ho gaye
 
jugnu ko din k waqt pakarne ki zid karen
bache hamare ahad k chalak ho gaye
 
lahra rahi hai barf k chadar hata k ghas
suraj ki shah pe tinak bhi bebak ho gaye
 
suraj dimag log bhi iblag-e-fikr main
zulf-e-shab-e-firaq k pechak ho gaye
 
jab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu hui
lahaje hawa-e-sham k namnak ho gaye
 
sahil pe jitne abguzida the sab k sab
dariya k rukh badalte hi tairak ho gaye
0 comments

Barish Main Aisi Baat

Barish main aisi baat kahan humain juda kar dey sahir….
 
.
 
.
 
.
 
.
Tu mujh main shamil hai meri rooh ban kar…
0 comments

Bheegy Mosam Ke Bhagee Se Raat

Bheegy mosam ke bhagee se raat
Wo beeta hua sath
Wo bhooli hui yaad
Wo pyari se bat
Mubarak ho aapko
2011 ke barish ke raat.
0 comments

Kabhi Shokh Hein Kabhi Gum Si Hein

Kabhi Shokh Hein..
Kabhi Gum Si Hein..
Ye Baarishen Bhi..
Tum Si Hein.
0 comments

In Baadlon Ka Mere Yaar

In Baadlon Ka Mere Yaar Se Bht Milta Julta Mizaj Hy
WASI
Kbhi Toot Kr Bras jate han
Kbhi Be-Rukhi Se Guzr jate han.
0 comments

Us Ne To Kaha Tha

Us ne to kaha tha k hr barish me hm sath sath bheegain gy… 
 
. 
 
. 
 
. 
 
To phr Aj Q wo tanha, main tanha, aur ye barish tanha..
0 comments

Jab Barish Barsa Karti Hai

Jab Barish Barsa Karti Hai 
 
Aur Har So Pani Hota Hai 
 
Ham Apne Ghar K Aangan Main 
 
Amar Bail Ke Saye Main 
 
Prindon Ko Dekha Karte Hain 
 
Aur Tum Ko Socha Karte Hain
0 comments

Is Barish Ke Mosam Main

Is Barish Ke Mosam Main Ajeeb Se Kashish Hai
 
Na Chahte Hoye Bi Koi Shidat Se Yaad Aata Hai
0 comments

Barish Ki Tez Bondon Ny

Barish ki tez bondon ny jb dastak di darwazy pr,
 
Mehsoos hua tum aay ho andaz tumhary jesa tha.
 
Hawa k halky jhonky ki jb aahat hui khirki pr,
 
Mehsos hua.
 
Phir ruk gai wo barish bi,
 
Rahi na baqi aahat bi,
 
Main samjha mujhy tum chor gy andaz tumhary jesa tha.
Sunday, 17 November 2013 0 comments

Barish Ki Tez Bondon Ny

Barish ki tez bondon ny jb dastak di darwazy pr,
 
Mehsoos hua tum aay ho andaz tumhary jesa tha.
 
Hawa k halky jhonky ki jb aahat hui khirki pr,
 
Mehsos hua.
 
Phir ruk gai wo barish bi,
 
Rahi na baqi aahat bi,
 
Main samjha mujhy tum chor gy andaz tumhary jesa tha.
0 comments

Barish Ho Gye Bheeg Ge Hum

Hogai barish bheeg gae hum wah wah hogai barish bheeg gae hum
 
phir . . . 
 
Phir kiya . . . 
 
Ruk gai barish sook gae hum ;) 
 
HaPpY RaInY day
0 comments

Barish Ka Barasna Kesa

Hijar ki rutt mai ye Barish ka Barasna kesa! 
 
Aik sehra se samandar ka Guzarna kesa? 
 
Ae Mere DiL na Pareshan ho Tanha ho Kr! 
 
Woh terey sath chala kab tha Bicharna kesa? 
 
Log to kehtey hain Gulshan ki tabahi dekho! 
 
Main to viran sa jangal tha Ujarna kesa? 
 
Dekhney me to koi dard nhi Dukh b nhi! 
 
Phir yeh Aankhon me Youn Ashkon ka Ubharna kesa? 
 
Be wafa Kehney ki Jurrat b na karna Sagar! 
 
us ne iqrar kiya kab tha mukarna kesa.?
0 comments

Halki Halki Si Baarish

Halki Halki Si Baarish
Zara zara Sa Dard-e-Dil
Andaaz Accha Hai
DECEMBER
Tere Aanay Ka...
0 comments

Happy MoonSoon Barish

Baarishain ho to jati hain mere shaher main Faraz
Kabhi badalon se to kabi Aankhon se,
Happy MoonSoon Barish

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;