Pesquisar este blog

Chipkos Footwear.

Monday, 14 November 2011 0 comments

Zamany Ko Agar MUHAMMAD Se Piyar Hota?

Zamany Ko Agar MUHAMMAD Se Piyar Hota?

To kiyun Sajde Mein ALI Pe Waar Hota?
Mil Jaati HASSAN Ko NANA K Pehlo Mein Jaga?
Zamana Agar MUHAMMAD Ka Wafadar Hota?
Na Looti Jati ZAINAB o KULSOOM Ki Rida?
Na Zanjiroon Mein Jakra AABID E BIMAR Hota?
Na Barchi Lagti AKBAR K Seeny Mein?
Na ABDULLAH Ka SEHRA Tar Tar Hota?
Na Cheeni Jaati SAKINA K kaanon Sy Baliyan?
Na Teer ASGAR K Galy Se Paar Hota...
0 comments

Pariyon ne paristan se PYAR bheja he

Pariyon ne paristan se PYAR bheja he


Sitaron ne asman se SALAM bheja he
Mubarak ho apko "RAMZAN" ki barkatein

Ye pegham hum ne apko"ADVANCE" bheja hai.
0 comments

MATHS Parhe Bina ENGENIEER Bn Sakta Hy?

Kia Koi "INSAN"

MATHS Parhe Bina ENGENIEER Bn Sakta Hy?

BIOLOGY pare Bina DOCTOR bn skta hy?

LAW pare Bina WAKEEL bn skta hy?

Nahi Na...!


Tou
Phr
Sochye
K


Hum
"QURAN"
Aur
"NAMAZ"
Parhe Bina
"MUSALMAN"
Kese Bn Skte hyn.

Agree?
0 comments

Wife:Is Saal Rozay Rakho Gy?

Wife:Is Saal Rozay Rakho Gy?

Husband:Nhe

Wife: Aur Taravi Prhogay?
Husband:Mushkil Hy

Wife: Aur Aftari Kro gy?
Husband: Zahir hai.
Kia bilkul he kafir hojaon?
0 comments

Jis Mulk k Awaam khas tor pr Nojawano Mein Roza Rakhne Ki Taqat Na Ho

Jis Mulk k Awaam khas tor pr Nojawano Mein Roza Rakhne Ki Taqat Na Ho


Jo 1 Ghanta Khare Hokar Traweh Na Parh Sakein

5 Waqt Ki Namaz Jin k Lie Boj Ho

Jo Tahajjud Ki Namaz k Qareeb Na Jate Hon

Quran-e-Pak Ki Tilawat Jin k Lie Mushkil Ho

Us Qom k Lie Phir Zardari Hi Behtreen
Sadar
Hay

GEO PAKISTAN

JESI AWAM

WAISE HI HUKUMRAN
0 comments

"Ziyaraten unke muqaddar me kaha 'AZADAR'

"Ziyaraten unke muqaddar me kaha 'AZADAR'


Woh to bus haj pe haj kiye jaye

Jang.e Khaybar se bhaagne wale

Kaun se munh se Karbala jaye!

*YA ALI*
*YA HUSSAIN*
Tuesday, 1 November 2011 0 comments

Aik Din Aik Darwaish Bazar Me

Aik Din Aik Darwaish Bazar Me
Betha Tha

Badshah Ne Pocha

Bhai Kia Kr Rahe Ho

Darwaish Ne Kaha
Bando Ki ALLAH Se Sulah Karwa Raha Hon

ALLAH Tu Maan Raha Ha Par Bandy Nai Maan Rahe

Kuch Dino Baad Darwaish Qabrastan Ma Betha Roo Raha Tha

Badsha Ne Kaha
Bhai Kia Kr Rahe Ho?
Jawab Dya
ALLAH Ki Bando Se Sulah Karwa Raha Hon
Banday Tu Maan Rahe Hain Par Aaj ALLAH Nahi Maan Raha

"A Silent Message 4 All"

"We Still Have Time"
Do It Before
Its Too Late..

Recent Visitor

PIctures Updated

 
;