Drinkers Gang: Aj tab tak piyenge jab tak wo samny waly 6 darakht 12 nhi dikhty.. Bar owner: Bas kro kamino, samny 1 hi darakht hy. Ab kya jungle banaoge?? :;D
Aik bar jo gale laga kr rone dia hota, Hm ne b koi pal muhabat ka ji Lia hota Toot k bikhar jata us k qadmon mein Uski sanson ne mera nam to Liya hota.~.
Na ye arzoo hai K kisi ko bhulain hum, Na ye tamanna hai K kisi ko rulain hum, Bs itni dua hai apne RAB sy, Jisko jitna yad kren usko utna yad ayen hum...
Kia Koi "INSAN" MATHS Parhe Bina ENGENIEER Ban Sakta Hai ? BIOLOGY pare Bina DOCTOR ban sakta hai? LAW pare Bina WAKEEL ban sakta hai? Nahi Na..! Tou Phir Sochiye K Hm "QURAN" Aur "NAMAZ" Parhe Bina "MUSALMAAN" Kse Ban Skte hen. If u agree? 4rwd 2 Others. Sb k liye lamha fikriya hai! Ap sb b naik kam kijiye or mere liye dua kijiye allah talah mujhe or ap sb ko acha musalman bnne ki tofiq ata farmay (ameen)
- Follow Us on Twitter!
- "Join Us on Facebook!
- RSS
Contact